Applock Kaise Tode Easy 3 Ways Bina Password ke
Me aapko bataunga ke 32aap kese apne android mobile ke applock me lage password ko tod kar ya forget karke applock ko open kar sakte ho.
Wo bhi bina kisi data ke nuksan ke.yah bahut easy hai. aaj me aapko applock ka password todne ke liye easy 3 methods batane wala hu.
Domobile Applock का Password Recover करें Easy Method New Updated
Table of Contents
Isse Pehle aapko Applock ke bare me kuch bata du.
Agar aap iske bare me jante ho to achchi bat hai. Applock ek android application hai. yah ek mobile security app hai. Isse aap Bluetooth, WIFI, INCOMING CALL, AND ALL APPS me password laga sakte ho. or Videos / Photos ko bhi Hide kar sakte ho.
Yah Free or Paid dono hai. Or yah bahut hi achcha application hai. jiski help se ham apne mobile me sabhi application me password laga kar sabhi ko secure kar sakte hai.
Isse Domobile lab ne banaya hai. Security ki najro se dekhe to isme Fingerprint Lock, Location lock, Time Lock, Pattern, Password, Pin Etc ko support karta hai.
Yah bahut hi kamal ka or secure app hai.
More Articles
Whatsapp Ko Hang Karne Wale Msg Kese Banaye Best 3 Tricks
Recover Kare Permanently Deleted Photos/Videos and All file’s ko android mobile me easy
Facebook Auto Liker Kya Hai Kese Work Karta Hai
To Friends agar aap apne is application ka password bhul gaye ho. Or applock ke password ko todna chah rahe ho ya Fir password ko recover karna chah rahe ho to ye aapke liye.
Note :- Aap iska use galat kam ke liye nahi kare. jisse ki kisi ka koi loss ho.
#1 Force Stop
Iske liye aap ye steps follow kare
#1 Setting Me jaye
#2 Go to Apps
#3 Applock
#4 Force Stop
and aapke sabhi app’s jaha par password dala hai sabhi jagah se Applock ka lock hat jayega. or aap unhe use kar skte ho.
#2 Uninstall or Install Applock App
Iske liye aapko Applock ko Uninstall karana hai.
sare appliction bhi unlock ho jayenge.
Note 2 :- agar Setting me bhi password laga hai to ye method bhi work nahi karegi.
#3 Forget Password
Aap Password ko forget karke bhi id ko recover kar skte ho. Iske liye aap ye steps follow kare
Note :- agar waha par pehle se Email Id set hai to aap SEND CODE TO SECURITY EMAIL par click kare or Email ko open karke OTP ko enter karke id ko recover kar le.
#1 Agar pehle se Email Id nahi dali hai to Email id enter kare.
#2 SEND CODE TO SECURITY EMAIL par click kare or
#3 Apni Email id open karke Us Email open kare
#4 OTP Enter kare or Password Reset kare
To Frinds aap is tarah se Applock ke password ko tod sakte ho. mujhe puri ummed hai isse aapka kam ban jayega. Agar aapko meri yah post achchi lagi ya isme koi kami ho ya fir aapke pass Applcok to todne ka koi or way ho to aap hamare sath comment ke madhyam se share kar skte ho.
Thanks dear
Ok
Hamare applock ka password bhi bhul gaya hai or setting me bhi laga hai or forget password bhi nahi de raha hai
Bro aaj ek post publish hogi jisme apka solution mil jayega