Post Ke Title Me Emoji Kaise Lagaye? 🤔 Simple Trick
🤫Emoji Ko title me Kaise Use Karte Hai Usse Pehle Jan lete Hai Emoji Kya Hai?
Table of Contents
Wastav me emoji fonts ki tarah hote hai. Jaise bahut se type ke fonts hote hai.
Like calibri, Georgia cambira, Arial, Courier. etc.
jaise ham dekh sakte hai, har tarah ke font ka style alag alag hota hai. Jinhe ham normal text ki tarah use kar sakte hai. Emoji bhi kuch issi tarah ke font’s hai.
Fark sirf itna hai, yeh image ki tarah dikhai dete hai. Jo apne ek alag andage ko pes karte hai. Esa lagta hai, mano wah image kuch keh rahi ho.
In font’s ko kuch is tarah se desine kiya jata hai. Jaise bahut se type ke or style’s ko add kar diya jata hai. Jisse yeh bahut hi sunder attractive lagte hai.Wese to aaj kal facebook whatsapp etc. par chatting ke time inhi ka jyada use hota hai.
Emoji’s ke madhyam se ham ashani se apni bhawnao ko prkat kar sakte hai. Jo ham word’s me nahi keh sakte wah inse ashani se keh sakte hai. Wo bhi kam time me.Jo message ham samne wale ko dena chah rahe hai, jo ham words me bahut jyada type karke kehte hai. Wah ham emoji ke madhyam se asani ke keh sakte hai.
Agar aap emojis ke bare me or adhik vistar se janna chahte ho to aap yaha se jan sakte ho.
Post ke title me emoji kaise Lagaye ✍
Wese to ham normal hi emoji ko text ki tareh copy pest karke use kar sakte hai. Par dosto sawal se uthta hai. Ki emojis ko ham copy kaha se kare apne title or article body me pest karne ke liye. Aaj me aapko kuch esi websites ke bare me bataunga jaha se aap emoji’s ko copy kar sakte ho.
emoji copy
- is website me jaye yaha par click kare 👈
- apna emoji select kare jisse use karna chahte ho usse select kare
- niche copy ke button par click kare.
Or jaha par aap use karna chahte ho waha par isse pest kar de.
Ex Man lo aap post ke Title me isse use karna chahte ho to waha par pest kar de.
text ki tarah.